Sunday, May 8, 2011

galti kiski

hmare desh ki aaj ki sbse badi samsya kya hai agr is vichar kiya jyae to hme pata chalega ki iski wajah hm khud hai. Hmare desh me us insan ko neta nahi samjha jata hai jiske pas gadi na ho aur chunav k time par vo bheed ekattha na kar sake hm kbi imandar insan ko vote nai dete magar such to ye hai ki imandar insan chunav nai ladte hai
saara desh bhrashtachar ki aag me jal rha hai. neera radia jo ki ye khti hai ki unka sambandh sharad pawar se hai to sharad ye manne ko tyar nahi hai aur na honge aur ho b kyo unko bachana b to hai.
unke karykaal me(jb vo krishi mantri the) anaaj deesh se baahar se aata tha aur yha ka sada diya jata tha
please socho ki galti kiski hai

No comments:

Post a Comment